Lata Mangeshkar

Lata Mangeshkar - Mere Dil Mein Sanam lyrics

Your rating:
( tara ra ra ram 

mere dil mein sanam )  -2 

tu baad-e-sabaan kya jaane 

( jaane na koi 

mere dil ki lagi )  -2 

har saans mein hain afasaane 

tara ra ra ram 



( ek sitaara 

chaand se pyaara )  -2 

chhote se dil mein aaya 

paigaam-e-mohabbat laaya 

shaam-e-bahaar hai 

aankhon mein pyaar hai 

dil beqaraar hai 

koi nahi pahachaane 



( tara ra ra ram 

mere dil mein sanam )  -2 

tu baad-e-sabaan kya jaane 

tara ra ra ram 



a ha ha 



( dil ka fasaana 

lab pe na laana )  -2 

seekh le koi hamase 

hai duniya hamaare dam se  -2 

aayeen jawaaniyaan 

le ke nishaaniyaan 

dil ki kahaaniyaan 

pyaar ke sab deewaane 



( tara ra ra ram 

mere dil mein sanam )  -2 

tu baad-e-sabaan kya jaane 

tara ra ra ram
Get this song at:
bol.com
amazon.com

Copyrights:

Author: ?

Composer: ?

Publisher: ?

Details:

Language: Dutch

Share your thoughts

This form is protected by reCAPTCHA and the Google Privacy Policy and Terms of Service apply.

0 Comments found