Lata Mangeshkar

Lata Mangeshkar - Jahaan Waale Hamein Duniya Mein Kyon Paida Kiya Tuune lyrics

Your rating:
(jahaan waale hamein duniya mein

kyon paida kiya tuune) - 2

garibi de ke aankhein pher lin

ye kya kiya tuune

jahaan waale



(mujhe shiqawa nahin

tuune mita di zindagi meri) - 2

karam se tere takaraati

kahaan tak mufalisi meri

mere dil ki ummidein tod din

achchha kiya tuune

jahaan waale



(hamein kya ham to mar-mar kar

jiye hain aur ji lenge) - 2

hamesha kuun ke aansu

piye hain aur pi lenge

zamaane mein kud apane naam ko

rusawa kiya tuune



jahaan waale hamein duniya mein

kyon paida kiya tuune

jahaan waale
Get this song at:
bol.com
amazon.com

Copyrights:

Author: ?

Composer: ?

Publisher: ?

Details:

Share your thoughts

This form is protected by reCAPTCHA and the Google Privacy Policy and Terms of Service apply.

0 Comments found