Lata Mangeshkar

Lata Mangeshkar - Jaauun Main Kahaan Ye Zamin Ye Jahaan Chhod Ke lyrics

Your rating:
jaauun main kahaan

haay jaauun main kahaan, ye zamin ye jahaan chhod ke

raah mein mujhe chal diya kaaravaan chhod ke

jaauun main kahaan, ye zamin ye jahaan chhod ke

raah mein mujhe chal diya kaaravaan chhod ke

jaauun main kahaan

ye bhigi bhigi raatein, ye ghumad ghumad barasaatein

aise mein dil se kar le do chaar nazar ki baatein

baahon mein aake so ja so ja so ja

raat guzarati jaaye, aas nazar na aaye - 2

ro na sakuun, ab rote rote aansuu bhi sharmaaye

ho, jaauun main kahaan, ye zamin ye jahaan chhod ke

raah mein mujhe chal diya kaaravaan chhod ke

jaauun main kahaan

ye bhigi bhigi raatein, ye ghumad ghumad barasaatein

aise mein dil se kar le do chaar nazar ki baatein

ye bhigi bhigi raatein, ye ghumad ghumad barasaatein

aise mein dil se kar le do chaar nazar ki baatein

baahon mein aake so ja so ja so ja

jaauun main kahaan, ye zamin ye jahaan chhod ke

raah mein mujhe chal diya kaaravaan chhod ke

jaauun main kahaan

dard bhari tanhaayi yaad teri phir laayi

chhed rahi hai bhuule fasaane duur kahin shehanaayi

ho, jaauun main kahaan, ye zamin ye jahaan chhod ke

raah mein mujhe chal diya kaaravaan chhod ke

jaauun main kahaan, haay, jaayuun main kahaan
Get this song at:
bol.com
amazon.com

Copyrights:

Author: ?

Composer: ?

Publisher: ?

Details:

Share your thoughts

This form is protected by reCAPTCHA and the Google Privacy Policy and Terms of Service apply.

0 Comments found