Lata Mangeshkar

Lata Mangeshkar - Bikhara Ke Zulfein Chaman Mein Na Jaana lyrics

Your rating:
bikhara ke zulfein chaman mein na jaana

- kyon?

is liye

ki sharma na jaayein phulon ke saaye

muhabbat ke nagame tum bhi na gaana

- kyon?

is liye

ki bhanvara tumhaari hansi na udaaye



muhabbat ke bhanvare ki pahachaan kyaa?

ye kaliyon se puchho hamein kya pata

harjaayi hoga

ham to nahin hain

kahin sikh lena na tum ye ada

zubaan par kabhi baat aisi na laana

- kyon?

is liye

ki duniyaan se rasm-e-vafa mit na jaaye



kaho saath doge kahaan tak mera

vahaan tak jahaan aasamaan jhuk raha

bolo chalogi?

jo tum le chaloge

kahin raah mein ho na jaana juda

mera pyaar dekhega saara zamaana

- kyon?

is liye

ki vaade kiye aur kar ke nibhaaye
Get this song at:
bol.com
amazon.com

Copyrights:

Author: ?

Composer: ?

Publisher: ?

Details:

Language: Welsh

Share your thoughts

This form is protected by reCAPTCHA and the Google Privacy Policy and Terms of Service apply.

0 Comments found