K.k.

K.k. - Aisaa Kyon Hota Hai lyrics

Your rating:

Are Are Aaj Tumne Itne Kapde Pehan Rakhe Hai

Haan Kya Karoon Aaj Traditional Day Hai Na

Warna

Aisa Kyon Hota Hai

Aisa Kyon Hota Hai

Neend Udti Hai Chain Khota Hai

Jaan Jati Hai Pyaar Hota Hai

Jab Tumpe Guzregi Tab Tum Yeh Jaanoge

Kehna Mera Yaaron Tab Tum Yeh Maanoge

Neend Udti Hai Chain Khota Hai

Jaan Jati Hai Pyaar Hota Hai

Aisa Kyon Hota Hai

Aisa Kyon Hota Hai

Listen To Me Friends

Suno Ek Baat

Door Se Dekha

Door Se Dekha To Dil Machal Gaya

Are Saamne Jo Aaya

Saamne Jo Aaya To Main Hil Gaya

Ai Hai Ai Hai Mujhe To Koi Mil Gaya

Aisa Kyon Hota Hai

Aisa Kyon Hota Hai



Kya Nazare Hai 

Yeh Hamare Hai

Mastiyon Ke Bin

Pal Jo Aayenge

Beet Jaayenge

Ungliyon Pe Gin

Kya Nazare Hai Yeh Hamare Hai

Kya Nazare Hai 

Oh Padne Ke Socho Karna Bhi Kya Hai

Phite Rahenge Bekar Hum

Chodo Na Chodo Jaane Do Yaaron

Ladki Nahin Yeh Title Se Kam

Aisa Kyon Hota Hai

Aisa Kyon Hota Hai



You Know When Gandhiji Was Born

I Don' t Know

But He Was A Great Man You Know

I Heard So But I Never Meet Him

Aisa Kyon Hota Hai

Aisa Kyon Hota Hai

Kya Haseen Hai

Kya Jawan Hai

Bhi Kamal Hai

Bolo Bol Na

Kiske Baare Mein

Kya Khayal Hai

Kya Haseen Hai Kya Jawan Hai

Hey Ek Haseena Marti Hai Mujhpe

Karti Hai Mujhpe Dil Woh Fida

Itni Mohabbat Itni Shararat

Sab Se Juda Hai Uske Ada

Aisa Kyon Hota Hai

Aisa Kyon Hota Hai



My Friends Mere Doston

Kuch Aisa Karjaoon Kadardan

Jis Gali Se Guzroon Bachche Bole

Abbajaan Abbajaan Abbajaan

Yanike Abbajaan Se Yaad Aaya

Khuda Kare Sab Haseeno Ke Baap Marjaye

Woh Maut Ka Bahana Aur Hum

Haseeno Ke Ghar Jaaye

Aisa Kyon Hota Hai

Aisa Kyon Hota Hai

Aisa Kyon Hota Hai

Aisa Kyon Hota Hai

Aisa Kyon Hota Hai

Aisa Kyon Hota Hai

Chori Chupke Se Dil Jo Milte Hai

Dil Mein Chaahat Ke Rang Khilte Hai

Armaan Uthe Khamosh Rehte Hain

Hoton Ki Baat Bhi Aankhon Se Kehte Hai

Aisa Kyon Hota Hai Aisa Kyon Hota Hai

Aisa Kyon Hota Hai Aisa Kyon Hota Hai
Get this song at:
bol.com
amazon.com

Copyrights:

Author: ?

Composer: ?

Publisher: ?

Details:

Share your thoughts

This form is protected by reCAPTCHA and the Google Privacy Policy and Terms of Service apply.

0 Comments found