Kishore Kumar

Kishore Kumar - O Mere Hamraaz Kaise Ho lyrics

Your rating:
Hooooo Mere Humraaz

Kaisa Hai Yeh Raaz

Bulaati Hai Aur Kho Jaati Hai

Tere Ghungroo Ki Awaaz

Tere Ghungroo Ki Awaaz

Hooooooo Mere Humraaz

Kaisa Hai Yeh Raaz

Bulaati Hai Aur Kho Jaati Hai

Tere Ghungroo Ki Awaaz

Tere Ghungroo Ki Awaaz



Sitaaron Ne Sajaayee Thi Dagar

Hawaaon Ne Jhulaaya Bhi Magar Hmmmm..

Sitaaron Ne Sajaayee Thi Dagar

Hawaaon Ne Jhulaaya Bhi Magar

Jalaa Daale Jalaa Daale

Pankh Naseebon Ne

Reh Gayee Hasrat Parvaaz

Tere Ghungroo Ki Awaaz

Hooooo Mere Humraaz

Kaisa Hai Yeh Raaz

Bulaati Hai Aur Kho Jaati Hai

Tere Ghungroo Ki Awaaz

Tere Ghungroo Ki Awaaz



Andheron Mein Chhupi Hai Kiran

Milan Hai Par Yeh Kaisa Milan Hmmmm Hmmmm

Andheron Mein Chhupi Hai Kiran

Milan Hai Par Yeh Kaisa Milan

Adhura Hai, Adhura Hai

Geet Jeevan Ka

Aur Toota Toota Saaz

Tere Ghungroo Ki Awaaz

Hooooo Mere Humraaz

Kaisa Hai Yeh Raaz

Bulaati Hai Aur Kho Jaati Hai

Tere Ghungroo Ki Awaaz

Tere Ghungroo Ki Awaaz

Tere Ghungroo 

Ki Awaaz
Get this song at:
bol.com
amazon.com

Copyrights:

Author: ?

Composer: ?

Publisher: ?

Details:

Language: Danish

Share your thoughts

This form is protected by reCAPTCHA and the Google Privacy Policy and Terms of Service apply.

0 Comments found