Kishore Kumar
Kishore Kumar - Jaan-e-man Jaaneman lyrics
Your rating:
Hmm jaan-e-man jaan-e-man Jaan-e-man jaan-e-man Hm hm hm, hm hm hm Jaan-e-man jaan-e-man Jaan-e-man kisi ka naam nahin Phir bhi yeh naam honthon pe na ho Aisi koi subah nahin, shaam nahin Jaan-e-man jaan-e-man -2 [ Mainne sifr khayaalon se, khwaabon ki sej sajaayi hai Dil ki khaali deewaron par ik tasveer banaayi hai ] 2 Tasveeron pe marta hoon, waqt guzaara karta hoon Main mehboob ki galiyon ka, koi aashiq badnaam nahin Jaan-e-man jaan-e-man -2 Kal ki baat khuda jaane par aaj talaq woh baat nahin -2 Dil par baadal chaaye hain par aankhon mein barsaat nahin Aisa main deewana hoon, aisa main mastaana hoon Pyaas to hai in honthon par, lekin haathon mein jaam nahin Jaan-e-man jaan-e-man -2 Jaan-e-man kisi ka naam nahin Phir bhi yeh naam honthon pe na ho Aisi koi subah nahin, shaam nahin Jaan-e-man jaan-e-man -2 Hm hm hm, hm hm hm -2