Bandana Sharma

Bandana Sharma - Kya Wajah Thi Tere Jaane Ki lyrics

Your rating:
Kya wajah thi tere jaane ki

Phir laut ke na aane ki

Kya wajah thi tere jaane ki

Phir laut ke na aane ki

Aayee hai hawayein tujhe hai bulayein

Yaad bulayein

Kya wajah thi tere jaane ki

Phir laut ke na aane ki

Kya wajah thi tere jaane ki

Phir laut ke na aane ki

Yaad jo aaye tujhe hai bulayein

Kuch na khabar hai tere aane ki

Phir laut ke na aane ki

Kya wajah thi tere jaane ki

Phir laut ke na aane ki

Saiyyaaannn, Aie Saiyaaaaaan, Saiyyaaannn



Kitne mausam gujre hai

Hum yaad mein teri tadpe hai

Chandni aa ke kehti hai

Aate jaate kehti hai

Kitne mausam gujre hai

Hum yaad mein teri tadpe hai

Chandni aa ke kehti hai

Aate jaate kehti hai

Haaaan de de sahara

Bas ek nazara

Kab tak yun tadpayega

Kya wajah thi pyaar jatane ki

Phir laut ke na aane ki



Hmmm itna bhi na socha tumne

Baad tumhare jaane ke

Hum kaise jeeyenge

Jaane jaan, nahi jeena mar jayenge

Itna bhi na socha tumne

Baad tumhare jaane ke

Hum kaise jeeyenge

Jaane jaan

Nahi jeena mar jayenge

Socho kya hoga hamara

Dil ne hai pukara

Bin tere nahin jee payenge

Kya wajah thi khwab dikhane ki

Phir laut ke na aane ki

Kya wajah thi khwab dikhane ki

Phir laut ke na aane ki

Kya wajah thi tere jaane ki

Phir laut ke na aane ki
Get this song at:
bol.com
amazon.com

Copyrights:

Author: ?

Composer: ?

Publisher: ?

Details:

Language: Estonian

Share your thoughts

This form is protected by reCAPTCHA and the Google Privacy Policy and Terms of Service apply.

0 Comments found