Asha Bhonsle

Asha Bhonsle - Pyaar Ka Dard lyrics

Your rating:
a : pyaar ka dard hai  -2 

meethaa-meetha pyaara-pyaara  -2 

ki : ye haseen dard hi  -2 

do dilon ka hai sahaara  -2 



a : ( thodaa-thoda chain bhi hai 

thodee-thodi beqaraari )  -2 

ki : ( aur bhi ho pyaar javaan 

aarazu hai ye hamaari )  -2 

do : ye milan ho dobaara 



a : pyaar ka dard hai 

meethaa-meetha pyaara-pyaara  -2 

ki : ye haseen dard hi 

do dilon ka hai sahaara  -2 



ki : ( mujhe mila pyaar tera 

tujhe meri chaah mili )  -2 

a : ( naye-naye sapanon ki 

hamein nai raah mili )  -2 

do : ek aramaan hamaara 



ki : pyaar ka dard hai 

meethaa-meetha pyaara-pyaara  -2 

a : ye haseen dard hi 

do dilon ka hai sahaara  -2 



a : ( roz hamein mil ke bhi 

milane ki aas rahe )  -2 

ki : ( roz mite pyaas koi 

aur koi pyaas rahe )  -2 

do : dil diwaana pukaara 



a : pyaar ka dard hai 

ki : meethaa-meetha pyaara-pyaara 

a : haan meethaa-miitha pyaara-pyaara 

ki : ye haseen dard hi 

a : do dilon ka hai sahaara 

ki : do dilon ka hai sahaara 



do : pyaar ka dard hai 

meethaa-meetha pyaara-pyaara  -2 

ye haseen dard hi 

do dilon ka hai sahaara  -2
Get this song at:
bol.com
amazon.com

Copyrights:

Author: ?

Composer: ?

Publisher: ?

Details:

Language: Estonian

Share your thoughts

This form is protected by reCAPTCHA and the Google Privacy Policy and Terms of Service apply.

0 Comments found