Asha Bhonsle

Asha Bhonsle - Madhur Madhur Durr Koi Baansuri Bajaaye lyrics

Your rating:
aa~

madhur madhur durr koi baasuri bajaaye baasuri bajaaye

pawan dekh taal yeh tan thirak thirak jaaye thirak thirak jaaye

madhur madhur durr koi baasuri bajaaye baasuri bajaaye 



kanwal kanwal kisne khilaya - 2 kanwal kanwal

kanwal kanwal kisne khilaya kisne yeh jaadu jagaya

subah subah suryakiran - 2 sona barsaaye sona barsaaye

madhur madhur durr koi baasuri bajaaye baasuri bajaaye 



daaliyon ne bina jhankaai panchhiyon ne ragini sunaai - 2

bhanvra bhi gun gun gun - 2 prem geet gaaye prem geet gaaye 

madhur madhur durr koi baasuri bajaaye baasuri bajaaye 



chhalki hai bhor ki gagariya dhalki hai roop ki chunariya - 2

khili khili kaliyan ko pawan mehkaaye pawan mehkaaye 

madhur madhur durr koi baasuri bajaaye baasuri bajaaye 



jeevan hai mera paheli mele mein bhi main akeli - 2

mann ka papeeha bas - 2 pihu pihu gaaye pihu pihu gaaye

madhur madhur durr koi baasuri bajaaye baasuri bajaaye - 2

pawan dekh taal yeh tan thirak thirak jaaye thirak thirak jaaye

madhur madhur durr koi baasuri bajaaye baasuri bajaaye
Get this song at:
bol.com
amazon.com

Copyrights:

Author: ?

Composer: ?

Publisher: ?

Details:

Language: Albanian

Share your thoughts

This form is protected by reCAPTCHA and the Google Privacy Policy and Terms of Service apply.

0 Comments found