Asha Bhonsle
Asha Bhonsle - Aankhein Milaaenge Baatein Sunaaenge lyrics
Your rating:
aankhein milaaenge baatein sunaaenge palkein bichhaaenge zulfein bikharaaenge phir kisi din aaj kya karenge ho aaj sirf gaana gaaenge aankhein milaaenge baatein sunaaenge palkein bichhaaenge zulfein bikharaaenge phir kisi din bhayi aaj kya karenge ho aaj sirf gaana gaaenge gaane ke liye yahaan aana kya zaruuri tha jaane ke liye ye bahaana kya zaruuri tha achchha maan jaate hain nahin tadapaate hain ye baat hui na la la la la la la la la mil ke laharaaenge kabhi paas aaenge kabhi paas aaenge kabhi duur jaaenge phir kisi din oho aaj kya karenge ho aaj sirf gaana gaaenge pyaar mein gilein shikawein ka mauka deti ho ghar se bula ke raste mein dhokha deti ho achchha chalothik hai kuchh bhi ho prit hai waada raha na haan waada la la la la la la la la prit ye nibhaaenge aankhon mein basaaenge tum ko na rulaaenge hasenge hasaaenge phir kisi din bhayi aaj kya karenge ho aaj sirf gaana gaaenge aankhein milaaenge baatein sunaaenge palkein bichhaaenge zulfein bikharaaenge phir kisi din to aaj kya karenge aaj sirf gaana gaaenge