Alka Yagnik

Alka Yagnik - Shukriya, Shukriya lyrics

Your rating:
--FEMALE--

(Shukriya, shukriya, shukriya mere piya

Jitne soye khwaab the, sab ko jagaa diya) - 2



--MALE--

(Jaage sapne, jaage armaan, jaagi hai dhadkan

Kaisi duniya, kya zamaana, tod har bandhan) - 2



--FEMALE--

Shukriya, shukriya, shukriya mere piya

Jitne soye khwaab the, sab ko jagaa diya



(Kya kahoon, kya maine tumse milke paaya hai

Tum jo aaye, zindagi mein rang aaya hai) - 2



--MALE--

Aao tumko le chaloon main dil ki raahon mein

Aaj humko manzilon ne khud bulaaya hai



--FEMALE--

Shukriya, shukriya, shukriya mere piya

Jitne soye khwaab the, sab ko jagaa diya



--MALE--

Barkha badal, choli aanchal, phool aur khushboo

Hum bhi yunhi saath mein hai, jaanle yeh tu



--FEMALE--

Shukriya, shukriya, shukriya mere piya

Jitne soye khwaab the, sab ko jagaa diya



Mere dil ka haal kya hai, kya kahoon tumse

Pyaar itna paake mere hosh hai goom se



--MALE--

Zindagi bhar pyaar mera kam nahin hoga

Maanglo tum jaan bhi to gham nahin hoga



--FEMALE--

Shukriya, shukriya, shukriya mere piya

Jitne soye khwaab the, sab ko jagaa diya



--MALE--

Dharti ambar, dariya saagar, geet aur sargam

Mauj saahil, rastaa manzil, saath hai yun hum



--FEMALE--

(Shukriya, shukriya, shukriya mere piya

Jitne soye khwaab the, sab ko jagaa diya) - 2
Get this song at:
bol.com
amazon.com

Copyrights:

Author: ?

Composer: ?

Publisher: ?

Details:

Language: Slovak

Share your thoughts

This form is protected by reCAPTCHA and the Google Privacy Policy and Terms of Service apply.

0 Comments found