Alka Yagnik
Alka Yagnik - Aur Hum Tum lyrics
Your rating:
--FEMALE-- Parbaton pe baadalon ki zulf khul gayi Oas jagmagaayi shaakh shaakh dhul gayi Jaage nazaare, jaagi bahaarein Jaage zameen aasmaan Aur hum tum, aur hum tum, aur hum tum --MALE-- Thandi hawaayein, ujli fizaayein Maheka hua yeh sama Aur hum tum, aur hum tum, aur hum tum Gaata hai mausam, gaate hain panchhi Gaati hain yeh vaadiyaan Aur hum tum, aur hum tum, aur hum tum --FEMALE-- Phool ko koi kiran jo choomne lagi Zindagi bahaar banke jhoomne lagi --MALE-- Phool ko koi kiran jo choomne lagi Zindagi bahaar banke jhoomne lagi Raahon mein rangon aur khushbuon ke Nikle haseen kaarwaan --FEMALE-- Aur hum tum, aur hum tum, aur hum tum Thandi hawaayein, ujli fizaayein Maheka hua yeh sama --MALE-- Aur hum tum, aur hum tum, aur hum tum Ho gayi hai reshmi yeh narm roshni Saans mein ghula hua hai geet sa koi --FEMALE-- Ho gayi hai reshmi yeh narm roshni Saans mein ghula hua hai geet sa koi Khoyi dishaayein, khoyi hain raahein Khoye hai saare nishaan --MALE-- Aur hum tum, aur hum tum, aur hum tum Thandi hawaayein, ujli fizaayein Maheka hua yeh sama --FEMALE-- Aur hum tum, aur hum tum, aur hum tum Gaata hai mausam, gaate hain panchhi Gaati hain yeh vaadiyaan --MALE-- Aur hum tum, aur hum tum, aur hum tum