Abhijeet

Abhijeet - Ek Baar Tum Aana lyrics

Your rating:
ek baar tum aana phir bhale laut jaana

mera beeta huaa kal laana saagar ke kinaare aana

wahi ret ka ghar hai banana 

o o o ~

ek baar tum aana phir bhale laut jaana

mera beeta huaa kal laana saagar ke kinaare aana

wahi ret ka ghar hai banana 

o o o ~



chanda tha jahaan wahi hai abhi

sitaaron ki jhilmil wahi

chanda tha jahaan wahi hai abhi

sitaaron ki jhilmil wahi

jis mod pe ham mile the kabhi

woh mod abhi hai wahi

kajra lagana palken jhukana

milana tera sharmana

ek baar tum aana phir bhale laut jaana

mera beeta huaa kal laana saagar ke kinaare aana



chaha jo yahaan mila hai sabhi

haan tumko magar kho diya

chaha jo yahaan mila hai sabhi

haan tumko magar kho diya

sapanon ka shahar ho apana huaan

ek tu hi na mera huaan

mujhko manana khud ruth jaana

dekha na tera itaraana

ek baar tum aana phir bhale laut jaana

mera beeta huaa kal laana saagar ke kinaare aana

wahi ret ka ghar hai banana 

o o o ~
Get this song at:
bol.com
amazon.com

Copyrights:

Author: ?

Composer: ?

Publisher: ?

Details:

Language: languages.aa

Share your thoughts

This form is protected by reCAPTCHA and the Google Privacy Policy and Terms of Service apply.

0 Comments found